Powered by UITechs
Get password? Username Password
 
 
Page 1 of 1

  Reply to Topic    Printer Friendly 

AuthorTopic
naveedakram

PAKISTAN
Topic initiated on Saturday, May 5, 2012  -  5:04 AM Reply with quote
Ijma and Tawatur of Sunnah, and a hadith


Maine suna hua ha k Hazrat Muhammad (S.A.W.) ne farmaya k " jo shakhs meri aik sunnat ko zinda kare ga, us ko 100 shaheedon ka sawab miley ga".

Course k module 1 may likha hua ha k "har nasal nay sunnaton pay amal kia ha, aur logon ki aik bari taadad nay ye Sunnan bughair kisi tabdeeli k agli nasal ko muntaqil ki hain. "

Is ka matlab ye hua k musalman hamesha se Sunnat pay amal karte aye hain, aur hamesha karte rahen gay; aur is tara Sunnat hamesha apni asal haalat may Zinda rahe gi. Aur agr is baat ko tasleem kar liya jaye k Sunnat hamesha zinda thi aur Zinda rahe gi to ooper wali hadees, jis may Sunnat ko Zinda karne ka bayan ha, us ka kya status ho ga? Please Explain.
ibrahim

PAKISTAN
Posted - Friday, May 11, 2012  -  9:01 AM Reply with quote
Aap k swal ka shukriya NAveed sb

aap note kr lijiye k SUNNAT k lafz ka itlaaq 2 jaga kia jata hai.
1- Sunnat of Nabi S.A.W. yani un ka Amal
2- Sunnat btor Deen ka aik Makhaz jo Ijmaa n twatur se mila hai.
ub zahir hai k dosre ma'no main to Sunnat hmesha JARI rahe gi. Goya Hadees main jis Sunnat ko zinda krne ka zikar hai wo Nabi S.A.W. ka Amal hai.
Umeed hai k ye wzahat kfayat kre gi
naveedakram

PAKISTAN
Posted - Saturday, May 12, 2012  -  8:42 AM Reply with quote
If the Holy Prophet (PBUH) used the word Sunnah for his action, does not it mean that the meaning of Sunnah which is prevalent in the society is altogether correct?
(Agr Nabi Kareem (S.A.W.) ne apne amal ko Sunnat kaha ha to kya is ka ye matlab na hua k Sunnat ka mafhoom ja aam tor pr samjha jata ha, wo bilkul darust ha??)
ibrahim

PAKISTAN
Posted - Friday, May 18, 2012  -  3:34 AM Reply with quote
Brother! He has used Sunnah for his OWN action as well as for Actions of prev. Prophets as well like saying Qurbani as Sunnah of Ibrahim A.S.
This is Just a literary use of word Sunnah that means a trodden path (aik rasta jo logon k chulne se bun jata hai)

Reply to Topic    Printer Friendly
Jump To:

Page 1 of 1


Share |


Copyright Studying-Islam © 2003-7  | Privacy Policy  | Code of Conduct  | An Affiliate of Al-Mawrid Institute of Islamic Sciences ®
Top    





eXTReMe Tracker