Author | Topic |
ibrahim Moderator
PAKISTAN
|
Topic initiated on Friday, July 27, 2007 - 7:41 AM
نۓ کورس میں خوش آمدید
السلام علیکم میں آپ سب کو نۓ کورس "دعوت دین" میں خوش آمدید کہتا ہوں۔ ان شاء اللہ یہ کورس دین کی دعوت و تبلیغ کے اہم پہلوؤں کو سمجھنے میں یقینا آپ کا مددگار ثابت ہو گا۔ کورس کے مطالعے کے دوران میں کوئی دقت پیش آئے تو آپ بلا جھجک مجھ سے رابطہ کرسکتے ہیں فورم کے ذ ریعے بھی اور ای میل کے ذریعے بھی۔ حصول علم کے اس سفر میں اللہ آپ کا حامی و ناصر ہو اور اللہ ہم سب کو عمل کی توفیق عطا فرماۓ۔ آمین |
|
ibrahim Moderator
PAKISTAN
|
Posted - Saturday, August 4, 2007 - 10:41 AM
ذیل میں کورس کا مختصر تعارف پیش کیا جا رہا ہے: تعداد ماڈیول= چار
ماڈیول 1 فصل اول: تعارف فصل دوم: ذہنی استعداد کا لحاظ
ماڈیول 2 فصل سوم: نفسیات کا لحاظ
ماڈیول 3 فصل چہارم: طرزکلام
ماڈیول 4 فصل پنجم: طرز استدلال فصل ششم : دعوت کے طریقے |
|
jlark
PAKISTAN
|
Posted - Thursday, December 24, 2009 - 9:27 PM
janab ibrahim sb. AOA Dawate deen k zimn main jo malomaat is course se hasil huin wo anmol hain. Shukriya. Mere sath aik hadsa pesh aagaya module 1 k test main mujhe 0 mila halan k module 2 & 3 main 100% aur 4 main 80% marks leye. Agar is main kuch madad hojaye to mashkur hounga. Main ab taqreeban sab course karchuka hoon aur jo 3 shayad baqi hain un ki authorization main time lag raha hai. Mujhe yeh bataiye k yeh comlete karne k baad main kya karoon, mujhe to ab parhne ka junoon sawar hochuka hai. |
|
ibrahim Moderator
PAKISTAN
|
Posted - Monday, December 28, 2009 - 4:58 PM
نوید صاحب! ما شاء اللہ۔ مبارک ہو۔ 20 میں سے آپ کے 14 نمبر ہیں ، آپ پاس تو ہیں 70٪ کے ساتھ ، اسی پر گزارہ کر لیں۔ آپ محترم غامدی صاحب کی کتاب میزان پڑھ بھی لیں اور اس کے لیکچرز بھی سن لیں۔ یہ ویب سائٹ بھی وزٹ کر لیں: www.al-mawrid.org |
|
jlark
PAKISTAN
|
Posted - Wednesday, December 30, 2009 - 10:32 AM
Walikum Assalam, chalain aap kehte hain to guzara karlete hain janab :). main zaroor meezan ka mutaala karoon ga InshaAllah. |
|
jlark
PAKISTAN
|
Posted - Thursday, December 31, 2009 - 1:37 PM
Janab Ibrahim /sb., AOA, aap k mashwarey k mutabiq maine kitaab MEEZAAN download kar lee hai aur us k mazameen k khulaasey se yeh maloom hota hai k tamam courses jo mawrid ki web site se maine kiye hain wo is hi kitaab se lieye gaye hain. kya aisa hi hai? doosra aik masala bhi hai jo aap k tawasul se main Gamdhi sb k gosh guzar kar na chahta hoon; main talb-e-ilm rakhta hoon magar urdu aur english par pura uboor nahi rakhta aik aam sa angrezi aur urdu bolne wala shakhs hoon, aap ki tehreerain bohot logical grounds par hoti hain aur aqal se apeal karti hain k unhe parha jaye, samjha jaye, un par amal pera hone k baad ab un ko aam logo tak bhi pohnchaya jaye. magar baaz auqaat itni garhi urdu aur angrezi maney aajati hai aur un alfaaz ki tashreeh k liye bohot mehnat karna parti hai. agar mumkin ho to barahe karam kuch asaan zubaan istemaal karain k ziyda se ziyada log mustafeed hosakain, aur mujh jaise aam zubaan feham bhi kuch seekh sakain. shukriya naveed |
|
StudentAffairs
UNITED KINGDOM
|
Posted - Monday, January 4, 2010 - 10:52 AM
جاويد صاحب نے آپ كي درخواست كے جواب ميں فرمايا ہے كہ ايك چھوٹي سي كتاب ملتي ہے جسے كہتے ہيں لغت- اگر وہ اپنے پاس ركھ ليں تو آپ كو زبان كے اصولوں ميں آگے چل كر بھي مدد ملے گي- |
|
jlark
PAKISTAN
|
Posted - Monday, January 4, 2010 - 12:23 PM
Jawed Sahib ko meri janib se shukriya ada kar deejeye ga. nawazish. |
|
ibrahim Moderator
PAKISTAN
|
Posted - Wednesday, January 6, 2010 - 5:24 PM
okay jnab. jub moqa mila ker dain gai |
|