Powered by UITechs
Get password? Username Password
 
 
<< Previous Page
1 2 3
Page 3 of 3

  Reply to Topic    Printer Friendly 

AuthorTopic
kashif_ali525

SAUDI ARABIA
Posted - Tuesday, July 24, 2007  -  4:07 PM Reply with quote
Mrs nasreen akhtar app ne aik acha point paish kiya hy sab se pahle hazrat ibrahim alah salam ki baat karte hain k in kay asla waris muslim hain ya yahood ya k dono to mare bahan sab se pahle ya bataien k hazrat ibrahim alah salam kon the or kis ke taleem de.jo un ke batae hoe raste pe chala wohi waris ho ga.ham aik aam se misal late hain aik baap ke do baite hain aik farmabardar dosra naliek to waris kon ho ga zahir hy farmabardar.dosre ko to lataluk kar diya jae ga to zahir hy un k waris sirf muslims hain.yahood ne to un k batae hoe deen ki shakal hi begar de hy.
dosri baat app ne kaha k yahoodiyat to main app ke baat se itifaak karta hoon koun k agar hum daikhein to muslims ne wo raste jo islam ne batae the chor diye hain jab k yahood ne wo apna liye hain jaise k imandare sach or iss tarh ke dosre batien muslims yahoodiyat wale raste ko muntakhib kar rahe hain har taraf dish cable or iss tarah ke dosre chezien aam hain namaz ka time nahi hamare pass jab k wo log sab kam chor kar apni ibadat karte hain iss liya agar aj ka lihaz se dekha jae to ya sahi hy mazeed tammam shuraka apni rae se mustafeed karien shukriya.
ibrahim

PAKISTAN
Posted - Friday, July 27, 2007  -  7:21 AM Reply with quote
وعلیکم السلام کاشف صاحب
بھائی آپ ضرور میلاد منائیں اور نبی ۖ کی خوب شان بیان کریں تاہم ، اتنا تو بتا دیں کہ کیا ان کی حیثیت اتنی " کم" ہے کہ ان کی شان صرف ایک دن یا ایک ماہ ہی بیان کی جاۓ۔ نیز کیا صرف اتنا کر لینا نجات کے لیے کافی ہے اور کیا یہ زیادہ ضروری ہے یا ان کے لاۓ ہوۓ دین پر عمل کرنا اور اس کو بیان کرنا؟
kashif_ali525

SAUDI ARABIA
Posted - Sunday, July 29, 2007  -  4:28 PM Reply with quote
janab muhtaram ibrahim sahib
mare khiya main app ne jawab dane main bahoot jaldi ki or mare tahreer ko goor se nahi parha agar app ne tahreer ghor se parhi hote to ya baat na likhte
mazirat k sath mujhe lagta hy shayad app ka khyaal hoo k app k pas bahoot knowldge hy main manta hoon ka ap ka knoweldge mujh se kahien ziyada hy or ya bhi haqeekat hy k sab se nahi to bahoot soon se acha hy. magar app se guzarish hy k tahreer ko goor se parh ka jawab diya karien ta k sab ko faida ho
sab se pahle main ne ya kab kaha k melad ko aik hi din manaya jaye main ne to sirf 12 rbi u awal ke din ke baat ke the us din k hawale se sab ne rae de k iss din milad manaya jae ya na koun k iss din waffat bhi hy or pedaish bhe to main ne sirf iss din ko fokas kar k apne baat likhe. na k ya kaha k sirf iss din manaya jae agar mare koe batt bore lage hoo to mazrat app hamare senior hain or app se bahoot kuch seakhna hy.
ibrahim

PAKISTAN
Posted - Wednesday, August 1, 2007  -  6:45 AM Reply with quote
محترم کاشف صاحب ، ناراض نہ ہوں ، میں نے آپ کی پوری تحریر پڑھی تھی۔ میرے سوالات 12 کے دن سے متعلق نہیں تھے ، بلکہ میلاد سے متعلق جنرل سوالات تھے۔ اگر آپ ان کے جواب میں کچھ ارشاد فرمائیں گے تو مجھے خوشی ہو گی۔
بے فکر رہیں مجھے آپ کی کوئی بات بری نہیں لگی ہے۔

Reply to Topic    Printer Friendly
Jump To:

<< Previous Page
1 2 3
Page 3 of 3


Share |


Copyright Studying-Islam © 2003-7  | Privacy Policy  | Code of Conduct  | An Affiliate of Al-Mawrid Institute of Islamic Sciences ®
Top    





eXTReMe Tracker