Powered by UITechs
Get password? Username Password
 
 
Page 1 of 1

  Reply to Topic    Printer Friendly 

AuthorTopic
ibrahim
Moderator

PAKISTAN
Topic initiated on Tuesday, October 26, 2004  -  12:40 PM Reply with quote
رمضان اور نزول قرآن


ہم تاریخی طور پر یہ بات جانتے ہیں کہ قرآن مجید 22 / 23 سال کے طویل عرصے میں نازل ہوا ہے۔ خود قرآن بھی اس بات پر شاہد ہے کہ اسے یک بیک نازل نہیں کیا گيا ہے۔ مگر دوسری طرف ہم قرآن میں یہ لکھا ہوا بھی پاتے ہیں کہ قرآن کو " رمضان " میں بلکہ " لیلۃ القدر" میں نازل کیا گیا ہے۔ کیا یہ دونوں باتیں متضاد نہیں؟ اگر نہیں تو پھر اس بظاہر تضاد کا حل / جواب کیا ہے؟
khusro

PAKISTAN
Posted - Thursday, October 28, 2004  -  3:45 AM Reply with quote
خوش آمديد ، جہاں تك ميري معلومات ہيں قرآن اللہ تعالي كي طرف سے آسمان دنيا پر تو ليلۂ قدر ميں ايك ساتھ ہي نازل ہوا اور پھر پہلي وحي بھي اسي وقت نازل ہوئی - اس كے بعد قرآن بتدريج 22 / 23 برس ميں نازل ہوا۔

Edited by: ibrahim on Thursday, October 28, 2004 5:13 AM
ibrahim
Moderator

PAKISTAN
Posted - Thursday, October 28, 2004  -  5:21 AM Reply with quote
آپ کی بات میں اس تصحیح کی ضرورت ہے کہ قرآن رمضان / لیلۃ القدر میں محض نازل ہونا شروع ہوا تھا جبکہ اس کے نزول کی تکمیل 22 / 23 برس میں ہوئی تھی۔
syeda

USA
Posted - Thursday, October 28, 2004  -  3:19 PM Reply with quote
Quran ka zahiri nuzool zameen per laylatul qadr mai hwo alaikin yai qalb paygahmbar per pahlai hi nazail hochuka
tha.or 22 ya 23 sal tadreeji nuzool kai hain ,albata mairi islah farmian agar galti per hoon
syeda

USA
Posted - Thursday, October 28, 2004  -  3:20 PM Reply with quote
aik sawal hai kai kiya mai yai course islmic ka urdu ya percian mai online karsakti hoon ?
ibrahim
Moderator

PAKISTAN
Posted - Friday, October 29, 2004  -  6:19 AM Reply with quote
محترم بہن ، بحث میں شریک ہونے کا شکریہ۔

جیساکہ میں نے پہلے بھی لکھا ہے کہ ماہ رمضان اور شب قدر میں قرآن کے نزول سے مراد صرف اور صرف قرآن کے نزول کا آغاز ہے۔ آپ نے جو بات لکھی ہے اگرچہ ہمارے ہاں یہی زیادہ معروف ہے لیکن ہماری راۓ میں یہ بات درست نہیں ہے۔

جی ہاں آپ یہ کورسز اردو زبان میں بھی آن لائن کر سکتی ہیں۔ از راہ کرم آپ " ہوم پیج " پر جا کر " کورسز آفرڈ " کو کلک کریں اور اپنی پسند کے اردو کورسز کا انتخاب کر لیں۔ ایک وقت میں آپ زیادہ سے زیادہ تین کورسز میں داخلہ لے سکیں گی۔ میں ان کورسز میں آپ کی شرکت کا منتظر رہوں گا۔
jlark

PAKISTAN
Posted - Friday, December 18, 2009  -  12:29 PM Reply with quote
Janab Ibrahim Sb., mujhe iktelaf hai aap se is baat par k "Quran Ramadan main lailatul qadar ya lailatul mubaraka main nazil hona shuru howa".kyon k Quran k Aayat ہم نے اسے مبارک رات میں نازل کیا ہے بے شک ہمیں ڈرانا مقصود تھا. sura-e-dukhan ki teesri (3) aayat hai yeh saaf bata rahi hai k Quran pura ka pura nazil kardiya gaya tha sama-e-duniya par phir tadreejan wahan se nazil hua Qalb-e-Muhammad SWS par 22/23 baras main. aur sura-e-qadar main bhi yahi seegha istemal hua. pls respond
ibrahim
Moderator

PAKISTAN
Posted - Sunday, December 20, 2009  -  8:20 AM Reply with quote
جناب اختلاف کا حق تو آپ سب کو ہر وقت حاصل ہے تاہم آپ سے درخواست صرف اتنی ہے کہ از راہ کرم صرف ایک بار غیر جانب دار ہو کر آپ ہمارے دلائل پر غور کر لیجیے اور اس میں جو غلطی آپ کو نظر آ رہی ہے اس کی طرف ہماری رہنمائی کر دیجیے۔
قرآن کی سورۂ قدر اور دخان دونوں سے صرف اتنی بات معلوم ہوتی ہے کہ ایک رات میں قرآن کا نزول ہوا اور سورۂ بقرہ یہ بتاتی ہے کہ یہ نزول رمضان میں ہوا۔ قرآن اس بات پر بھی شاہد ہے کہ اسے یک بیک نازل نہیں کیا گيا ہے۔
اس کے ساتھ ساتھ عربی زبان اور قرآن کے اسلوب سے واقف لوگ یہ بھی جانتے ہیں کہ عربی اور قرآن میں ایک فعل اکثر محض آغاز فعل کے لیے بھی آتا ہے۔
ان تمام شواہد کی روشنی میں ہم ان مفسرین کی راۓ سے اتفاق کرتے ہیں جو شب قدر میں نزول قرآن سے محض اس کے نزول کا آغاز مراد لیتے ہیں اور اسی راۓ کو درست بھی سمجھتے ہیں۔
اب آپ بتائیے کہ آپ کی راۓ کے دلائل کیا ہیں؟
jlark

PAKISTAN
Posted - Wednesday, December 23, 2009  -  5:33 PM Reply with quote
janabe wala; aap k mutabiq arabi zuban main mutaliqa lafz ka istemal shuru hone par bhi hota hai, magar Quran main mukhtalif muqamat par Quran ka tadreejan nazil karna darj hai, aur 3 muqamat par is ka aik definite ishara dena kya is baat ki taraf ishara nahi k is ko malika ki tahweel main guard kar k pohanchaya gaya, phir ba mutabiq Quran jab yeh nazil horaha tha to aasmanoon par pehre lage hue they aur shiyateene jinn ko khaderne k liye shahabe saqib bhi phenke jate they etc. Phir yeh quran muqarabeen malika ki tehweel main rehne se kya maqsad us doraan jab nuzul jari the? Pls respond
ibrahim
Moderator

PAKISTAN
Posted - Monday, December 28, 2009  -  4:39 PM Reply with quote
جناب والا، میں نے جو بات کی تھی وہ سراسر قرآن اور اس کے عام اسلوب پر مبنی تھی۔ جبکہ آپ کی توجیہ کے لیے کچھ مواد قرآن کے باہر سے بھی لانا پڑے گا اور قرآن کی بات تو ہر لحاظ سے یقینی ہے جبکہ باہر کی بات یقینی ہو بھی سکتی ہے اور نہیں بھی۔ فیصلہ آپ خود ہی کر لیں۔
jlark

PAKISTAN
Posted - Wednesday, December 30, 2009  -  10:29 AM Reply with quote
janab Ibrahim Sahib mere arguments ka maqsad hargiz yeh na samjheye ga k main koi ikhtelaf barae ikhtelaf kar raha hoon. mera point Quran se bahir hargiz nahi na hi main Quran se bahir jana chahta hoon. aap k jawab ka aik jumla yeh shaiba de rahi hai k aap naraz horahe hain. aap yeh baat to tasleem karain ge na k main (aur main to tifle maktab bhi nahi) aap ya aaj ka koi bhi bare se bara aalim-e-Quran bhi koi baat quran ki tashreeh main jahan ikhtilaf-e-raye ho koi definite statement nahi desakta, maine abhi tak jo bhi Quran ki tafaseer par lectures liye hain un main usloob yeh biyan hota hai k falan k hisaab se yeh tojeh hai aur falan is ki tojeh yeh biyan karta hai aur falan is ko arabi nahu k hisaab se is tarhan gosh guzar karta hai, aur mukhatab ki aqli miyar par chor diya jata hai k wo kisi ko lele ya rad karde. for eg. yahi aayaat lelain is ki tojehaat yeh bhi hain jo aap biyan kar rahe hain aur yeh bhi hain jo maine biyan keen. is se to aap ka ikhtelaaf nahi hain na. phir jo in aayaat ki wo tojehaat biyan karte hain jo main ne gosh guzar keen un k paas bhi is ki ilmi buniyad haain aur jo aap ne keen us ki bhi koi ilmi buniyaad hain. lihaza meri naqis aqal k mutabiq is taraha k muamlaat main behas ko open hi rakhna chahiye. aap kiya kehte hain. main peshgi maazrat chahta hoon agar aap ko meri koi baat buri lagi ho to. wasalaam. naveed
ibrahim
Moderator

PAKISTAN
Posted - Wednesday, January 6, 2010  -  5:28 PM Reply with quote
Janab main naraz nai hon. aap ki bat ka jwab zara fursat main don ga. ye note kerana tha k aap ka note perh liya hai.
ibrahim
Moderator

PAKISTAN
Posted - Saturday, January 9, 2010  -  2:03 PM Reply with quote
Naveed sb, ma'zirat ki zarorat nahin. hamari taraf sai bhi behas open hi hai & hur aik ko pura ikhtiyar hai k wo jis ray ko chahay ikhtiyar keray & jis ko chahay rudd keray. bys dono kam hon daleel ki bunyad per.
Mujhay aap ki bayan kerda tojeeh sai ye ikhtilaf hai k wo Quran sai nikalti nahin ahi kum uz kum ahmaray khayal main.
is bat ki Quran main koee tafseel anhin hai k Quran pehlay aasman pr pora nazil hoa tah & phir wahan sai aahista aahista Nabi SAW pr. kia aap batain gai k Quran main ye bat kaahn hai?

Reply to Topic    Printer Friendly
Jump To:

Page 1 of 1


Share |


Copyright Studying-Islam © 2003-7  | Privacy Policy  | Code of Conduct  | An Affiliate of Al-Mawrid Institute of Islamic Sciences ®
Top    





eXTReMe Tracker