Powered by UITechs
Get password? Username Password
 
 
Page 1 of 1

  Reply to Topic    Printer Friendly 

AuthorTopic
tilawat

PAKISTAN
Topic initiated on Monday, May 15, 2006  -  3:10 AM Reply with quote
عشق رسول كي شرعي حيثيت


يہ عشق رسول كيا چيز ہے اور قران7 سنت اور حديث ميں اسكا كيا مقام ہے ؟ كيا كسي كو عاشق رسول كہنا جاءيز ہے ؟ عقلن اور نقلن اسكي كيا حيثيت ہے .
ibrahim
Moderator

PAKISTAN
Posted - Tuesday, May 16, 2006  -  9:42 AM Reply with quote
جناب عشق رسول دراصل محبت رسول ہی کا دوسرا نام ہے اور محبت رسول ، رسول پر ایمان کا ایک لازمی جز ہے۔ نبیۖ کا یہ مشہور فرمان یقینا آپ کے علم میں ہو گا:
تم میں سے کوئی اس وقت تک مؤمن نہیں ہو سکتا جب تک کہ میں اسے اس کے والدین ، اولاد اور تمام لوگوں سے زیادہ محبوب نہ ہو جاؤں۔
tilawat

PAKISTAN
Posted - Thursday, May 18, 2006  -  3:27 AM Reply with quote
معاف كرنا جناب ابراہيم صاحب حديث سے تو كچھ بھي ثابت كيا جا سكتا ہے تاوقتيكہ اسكي تاءيد قران حكيم سے نہ ہو . قران حكيم تو ہميں محبت كا نہيں اطاعت كا حكم ديتا ہے . پھر يہ عشق وشق كہاں سے آ گيا . عشق تو ديوانہ ہوتا ہے . آپ نے يہ حكيمانہ قول تو سنا ہو گا: "با خدا ديوانہ باشد با محمد ھوشيار"
atifrafi

PAKISTAN
Posted - Saturday, May 20, 2006  -  7:46 AM Reply with quote
Janab, itaat 2 tareeqon se ho sakti hai.. dar aur khauf ke saath ya phir Mohabbat ke saath. Jaisay ALLAH ka farmaan hai ke woh apnay bandon se bohat Mohabbat karta hai Lekin ALLAH Ki Itaat bhi zaroori hai na! isi tarah Rasool ALLAH (sws) ki bhi Itaat zaroori hai lekin ALLAH yeh nahin chahtay ke yeh itaat kisi DAR ya Khauf ki wajah se ki jaye balkay yehi Itaat Mohabbat ki wajah se honi chahye.... Aur Ibrahim Sahib ne jo Hadees Pak quote ki hai us se bhi isi baat ka saaf pata chal raha hai. Rasool ALLAH (sws) ko Rehmat bana ke bheja gaya hai to phir is main khauf ki to koi gunjaish reh nahin jati, agar mohabbat bhi nahin hogi to Itaat ki koi wajah nahin bachti, isi wajah se Itaat ke liye Mohabbat ka jazba zaroori hai, aur iske beghair to kuch bhi nahin reh jaata.... Agar aap DAR ke saath zindagi basar karna chahain to is baat ko hamesha yaad rakhain ke yeh ALLAH ki taraf se Matloob cheez nahin hai.
ibrahim
Moderator

PAKISTAN
Posted - Saturday, May 20, 2006  -  9:25 AM Reply with quote
برادرم ذرا سورہ توبہ کی آیت 24 کا مطالعہ کیجیے اور پھر بتائیے کہ میری بیان کردہ حدیث کی تائید قرآن سے ہوتی ہے یا نہیں
tilawat

PAKISTAN
Posted - Sunday, May 21, 2006  -  1:49 AM Reply with quote
عزيزم ابراہيم7 ميں مانتا ہوں محبت تك تو بات ٹھيك ہے مگر عشق اور محبت ميں بہت بڑا فرق ہے . غالب نے كہا تھا 'عشق جسكو كہتے ہيں خلل ہے دماغ كا' . پھر آپكي مذكورہ آيت ميں محض اللہ اور رسول سے دنيا كے مقابلے ميں مقابلتن كم محبت كا ذكر كيا گيا ہے كم عشق كا نہيں . ذرا سوچيے اگر اللہ اپنے رسول كو محبوب كہ سكتا ہے تو كيا ہم بھي محبوب يا معشوق كہ سكتے ہيں ؟ كيا يہ توہين رسالت نہيں ہو گي ؟ كيا كبھي كسي نے ايسي جرعت كي ہے ؟
ibrahim
Moderator

PAKISTAN
Posted - Monday, May 22, 2006  -  5:46 AM Reply with quote
برادرم ذرا غور سے میرا پہلا جواب دیکیے میں نے تو "عشق" کو لیا ہی بمعنی محبت ہے ۔میرے خیال میں اگر تو عشق رسول سے مراد محض محبت رسول کی زیادتی ہے تو اس لفظ کے استعمال میں کوئی حرج نہیں تاہم ، آپ کی بات سے اتنا اتفاق ضرور کروں گا کہ نبیّ کے ساتھ اس بازاری لفظ کا استعمال پسندیدہ نہیں ہے۔
tilawat

PAKISTAN
Posted - Tuesday, May 23, 2006  -  12:16 AM Reply with quote
شكريہ برادرم . ميرا مطلب بھي يہي تھا كہ يہ زيادتي يا غلو ہي دين كو بازاري بنا كے ركھ ديتا ہے . اب سوچيے عيساءيت ميں بخشش كے ليے صرف حضرت عيسي سے محبت كا دعوہ ہي بحشش كے ليے كافي سمجھا جاتا ہے مگر دين اسلام تو ايمان اور عطاعت كے ساتھ اعمال كا تقاضا كرتا ہے اور پھر بھي بخشش كي كوءي گارنٹي نہيں ديتا . تو پہر يہ عشق وشق كس كام كا . (بھاءي يہ بتاءيں يہ اردو كے سمبل ومبل كہاں ہيں)
tilawat

PAKISTAN
Posted - Monday, May 29, 2006  -  2:43 AM Reply with quote
Dear Atifrafi
Baqoul Quran Musalman ka to matlab hi maghloob insan he, muhib ya aashiq naheen. Aayat 14, soorae hujraat (49) mein Allah farmata he:
"Kaha ganwaron (Arab Awam) ne kih imaan laae ham. Keh nah iman laae tum lekin kaho 'Musalman' yehni maghloob hue ham aur abhi nahin daakhil hua iman biich tumhare dilonN meiN aur agar farmanbardari karo allah aur rasool uske ki nahin kam dega tumhaare amloN se kuchh. Tehqiq allah bakhshne wala mehrban he."
Ghalban yahi wajah he kih ham momin nahiN musalman kehlate heiN kionkih mullah ki khatme nabuwat ke bahd to ham mullah ke maghloob ho kar musalman dar musalman ho chuke heiN aur ghaliban isi lie hamen khatme nubuwat ka halaf nama dakhal karna parhta he jo yih sabit karta he kih ab ham Allah, nabi ya uski aal ke nahin mullah ke farmanbardar hein aur uske aage jawab deh hein. Sach aakhan te bhambarh machda.
Kahan ki muhabat kahan ka ishq, ham bandon (slaves) ke lie.





--------------------------------------------------------------------------------
atifrafi

PAKISTAN
Posted - Monday, May 29, 2006  -  1:23 PM Reply with quote
Dear Tilawat,

Musalmaan ka matlab "maghloob" kahan se ban gaya bhai jaan.... Musalmaan ka matlab hai ke "ALLAH ki marzi ke saamnay apni marzi ko khatam kar dena" jab ke "Maghloob" ko to har woh baat maanni parti hai jo be shak ghalat ho ya insaaf ke khilaaf ho.... ALLAH ke saath aisa sochna bhi gunah hai. ALLAH aur Rasool ALLAH (sws) ki Itaat zaroori hai, Maghloob honay ko to Islam ne kabhi bhi nahin kaha. Surah Hujirat main MUNAFIQEEN ka zikr hai usko aap Muslims pe lago nahin kia ja sakta...

Baki aapki baton ka koi sar pair nazar nahin aaya aur na hi kuch samajh aaya hai is liye unke baray main koi baat nahin kar sakta.

Bandon ke liye koi Ishq aur Mohabbat nahin to mere bhai jo Hadees aur Quran Pak ki ayat Ibrahim Sb ne pesh ki hai uska kia jawaz hai??? Yeh to QUran aur Hadees hai is to na bhagain
tilawat

PAKISTAN
Posted - Friday, June 2, 2006  -  5:17 AM Reply with quote
Bhai Atifrafi

Shukria! Aait 14 of Sura Hujrat ek baar phir ghour se parhie. Is mein mukhatib Ehrab hein Munafiqin naheen. Ehrab ka zaahir mahnah to Arab Awaam hi ho sakta he agarchih bahz mutarajjam ne isko ‘Ganwar, badu’ waghera ke mahni mein bhi lia he magar munafiq ke mahni mein kisi ne naheen lia siwaey aapke. Kia aapke khayal mein sare Arab munafiqin hein jinko yahan mukhatib kia ga he.
Phir ‘Musalman’ ka matlab bhi siwae maghloob ke kia ho sakta he. Yih alag baat he kih kuchh saadah log bagher imaan ka shaoor rakhne ke Allah aur Rasool ke tabeh farman ho gae, bazzaahir mehz apni jaan bachane ke lie. Munafiqin to woh hote hein jo apne kisi maffaad ki khatir Allah aur Rasool ko dhoka dete hein. Unke ehmal to sire se qabool hi naheen honge bar aks Ehrab ke jin ke ehmal mein koi kami nahein ki jaegi bamutabiq isi Ayat ke aage chal kar.

Jo aapki samajh mein naheen aaya who ghaliban who misra he Punjabi Epic ‘Mirza Sahiban’ se jis ka matlab yih he kih Sahiban ki tareh Mullah bhi yahi chahite hein kih unke lie meidaan saf ho aur unko mazhab ke peshe mein ijara dari hasil ho. AbuJehl bhi apne waqt ke ‘Ullema’ aur Mullah the aur koi bhi nabi uski ijara dari ke lie khatrah tha. Ab mullaon ke lie Aale-Rasool bhi khtrah hein kih unhein chun chun kar qatl kar rahe hein.

Aakhir mein mein kahoonga kih yih behs Urdu mein ho to behtar he. Roman Urdu mein bahz alfaaz mushkil se parhe ja sakte hein khas kar jab koi puri tareh us zabaan ka ilam na rakhta ho.

Wassallam!
atifrafi

PAKISTAN
Posted - Friday, June 2, 2006  -  6:00 AM Reply with quote
bhai jaan guzarish yehi kar sakta hoon ke kisi english forum pe baat kar lein... main urdu typing nahin kar saka aur baki aap ki baat sahi hai ke kafi batain to samajh main hi nahin aati.
atifrafi

PAKISTAN
Posted - Friday, June 2, 2006  -  6:00 AM Reply with quote
bhai jaan guzarish yehi kar sakta hoon ke kisi english forum pe baat kar lein... main urdu typing nahin kar saka aur baki aap ki baat sahi hai ke kafi batain to samajh main hi nahin aati.
tilawat

PAKISTAN
Posted - Saturday, June 3, 2006  -  1:12 AM Reply with quote
Thank you dear Atifrafi.
It is easier for me to write and express in English but the problem is English sometimes fails to express Urdu or Islamic terminology. For example I don't find any word in English to convey exactly the full meaning of the word 'Ishq' in Urdu. In fact this 'Sozo masti jazbo shouq' has no place in the English culture. These Goras I find live so superficially with empty inside. They rightly say 'East is East and West is West and the twain shall never meet'.
So please try to reply to my previous post in English, which I see can be done on this forum also.
tilawat

PAKISTAN
Posted - Sunday, June 18, 2006  -  1:19 AM Reply with quote
Where have you gone dear Atifrafi? You first digressed from the topic 'Ishq-e-Rasool' and then disappeared altogether. Leaving aside the abstractions why not discuss now the concrete cases of 'Ashiqaan e Rasool' who are stated to have exhibited their 'Ishq' by sacrificing/risking their lives by killing/attempting to kill the persons considered guilty of 'Touheen e Rasaalat'. I can presently recall the following cases:-

1. Ilam Din, a 17 year old son of a tarkhan (carpenter) of Lahore.

2. Aamar Cheema, a youngman of Rawalpindi, studying for dong his PHD in Germany.

3. Mohammad Imran and Mohammad Iqbal who murdered only a few days back, one Abdul Sattar, accused of blasphemy, in the District Courts of Muzaffar Garh.

I will discuss each case one by one but would first invite comments from anyone interested in the topic.

Reply to Topic    Printer Friendly
Jump To:

Page 1 of 1


Share |


Copyright Studying-Islam © 2003-7  | Privacy Policy  | Code of Conduct  | An Affiliate of Al-Mawrid Institute of Islamic Sciences ®
Top    





eXTReMe Tracker